Mr. Ammar from Azad Kashmir was our student of Graphics Designing class in 2022. We wish him all the best for his future endeours.
Assalam o Alikum!
Mera naam muhammad ammar hai main pimbar azad kashmir sai taluq rakhta hun aur aj main bohat hi baaitmad aur bohat hi purwaqar idarai kai oper review dainai ja raha hun main khud bhi is idarai sai taluq rakhta hun aur is idarai ka naam hai masia institute jo kai Rawalpindi main 6th road kai oper majood hai agar ap freelancing seekhna chahatain hain agar ap graphic designing seekhna chahatain hain web designing seekhna chahatain hain ya phr jo computer languages hain un main say koi language ap seekhna chahatain hain to ap zaroor visit karain masia institute is time Rawalpindi main balkai Rawalpindi, Islamabad, Jahlam aur yai jo ilakai hain in main sab say acha institute ha aur mainai khud masia institute pay anai say phalai bohat say institute visit kiya thai mainai sari research khud ki thi mujha kisi nai recommend nahi kiya tha kai masia institute main jao mainai sari research khud ki thi barai hi taqreeban 2 say 3 month kai bad mainai masia institute ka score kiya tha aur yahan pay anai kai bad mujha bohat kushi hui qkai jab main sir ishtiaq sab say mila aur unho nai mujha tora sa motivate kiya mujha tora samjhaya merai doubt clear kiya aur iskai ilawa jab staf say mila to wo aur zayada acha tha aur unho nai mujha sahi guide kiya aur aj InshAllah main freelancing kar raha hun aur job bhi kar raha hun ek jaga pay to bs ap ko main yahi recommend karna chahata hun kai masia institute main agar ap ko koi doubt hai ya ap nai khai suna hua ha kai yaha pay frad hota hai ya paisay dai kai chor daitain hain aisa kush hota hai to yahan pay aisa kush nahi hota ap 3 month ya 6 month kai kisi bhi course main inrole hon agar ap ko samajh nahi ati to ap kai pass dobara retake ka option majood hai kai ap dobara jitni bar marzi hai ap us cheez ko parh saktain hain usi fees kai ander ap us cheez ko samajh saktain hain aur ap ko koi doubt hai to ap kisi bhi time teacher say ya staff say rabta kar saktain hain aur ap kai doubts clear kiya jatain hain aur second most important bat hai jo wo hamarai sir hain sir ishtiaq sab Allah pak unko zindagi dai unho nai masia institute ko ek bohat hi acha mukam da diya hai jo students yahan pay parhtain hain aur un ko moqa diya jata hai kai wo yahan pay kame karain aur aisa koi institute mainai aj tak nahi suna kai jo kud parhata ho aur sat students ko is kabil samajhta ho kai sat apnai pass kame pay bhi rakha to iskai liya main highly highly recommend karta hun kai ap ek bar zaroor yai ap ki choice hai apni lakin ap ek bar zaroor masia institute ko visit karain aur sir ishtiaq sab say milain aur InshAllah ap ko yahan ka enviroment bohat acha lagai ga aur main apni bat main yai karna chahata hun kai mainai kiya seekha to graphic designing ka course mera aj complete ho chuka ha to uskai liya main yai khana cha raha hun kai photoshop, illustrator, adobe illustrator aur corel draw main meri bohat achi grip a chuki hai mujha bilkul kush nahi ata tha mujha programme install nahi karna ata tha main iskabil ban chuka hun kai main acha kame kar raha hun freelancing main bhi acha kame kar raha hun aur wasai bhi ek jaga main job bhi kar raha hun so masia institute pindi main nahi balka Islamabad aur pora yai jo area hai is main best institute hai ap ko bohat say institute milain gai yahan pai dud walai coffee walai bohat say milain gain ap nai un pay trust nahi karna qka mainai kud sab ko dakha hua hai sab pay visit kiya hua hai to aisa kush nahi hai sirf ap ka paisa aur time zaya ho ga aur agar ap waqai hi time ki value kartain hain aur ap kai pass limitted resources hain meri tarhan to ap zarur masia institute visit karain thanks alot masia institute.
https://masia.pk
https://facebook.com/masiapk
https://twitter.come/masiainstitute
https://instagram.com/masiainstitute
#masiainstitute #pakistan #freelancing #islamabad #education #shortcourse #careeradvice #careerselection
#DigitalMarketing #summer #ramzan #AdobeIllustrator #photoshopcourse #pakistan #iiui #iiuigirls #onlineearning #viral